Hai wo handsome sona sabse Mere dil ko gaya le kar Meri neend chura li usne Aur khwab gaya dekar

Ab ye naina bole yaar Bole yehi lagataar Koi chaahe kitna roke karungi pyar
Mere saiyaan superstar O Mere saiyaan superstar Main fan hui unki O mere saiyaan superstar

Haan jabse usne akhiyon se dil pe autograph diya Tabse everyday maine bas usko hi yaad kiya

Senti mere jazbaat o sunle mere dil ki baat Saath mujhko le ke jaa main hoon taiyaar.
Mere saiyaan superstar O Mere saiyaan superstar Main fan hui unki O mere saiyaan superstar
Mere saiyaan superstar O Mere saiyaan superstar Main fan hui unki O mere saiyaan superstar
Filmy style se jab usne kal raat mujhe propose kiya Daayein na dekha baayein na dekha Usko dil ka rose diya

Huve charche chaar hazaar Photo chhap gayi in akhbaar Mujhko parwah nahi koi I'm with the star
Mere saiyaan superstar O Mere saiyaan superstar Main fan hui unki O mere saiyaan superstar
Mere saiyaan superstar O Mere saiyaan superstar Main fan hui unki O mere saiyaan superstar.Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.