Na jaane kaun si Dua ka hua asar Mila safar mein tu Banke mujhe humsafar
Na jaane kaun si Dua ka hua asar Mila safar mein tu Banke mujhe humsafar
Ab tujse hi tu hai Jeene ki har wajah Bin tumhare hoon main ek sifar
Na jaane kaun si Dua ka hua asar Mila safar mein tu Banke mujhe humsafar
Manzur nahi pal ki bhi doori Meri saason ko dhadkan ko tu zaruri Manzur nahi pal ki bhi doori Meri saason ko dhadkan ko tu zaruri
Meri raaton ke andherom ko de chandini Mere har savere mein tujhse hi roshni Waqt mera ab hai tu Har pal mein tu hi tu Tujse mere charon pehar
Na jaane kaun si Dua ka hua asar Mila safar mein tu Banke mujhe humsafar
Hathon ki mere lakeerein hai tu Khaab mera tu hi tabeerein bhi tu Hathon ki mere lakeerein hai tu Khaab mera tu hi tabeerein bhi tu
Main ladkhadaun to sahaara tu hai Agar mar ke jee paaun dubara tu hi hai Tu hi humraaz hai Mera sur aur saaz hai Tujse hi sargam ki lehar
Na jaane kaun si Dua ka hua asar Mila safar mein tu Banke mujhe humsafarTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.