na meri zuba pe tera naam aaya na teri zuba pe mera naam aaya nazar ka ishara nazar ka ishara nazar ka ishara bahot kaam aaya nazar ka ishara bahot kaam aaya na meri zuba pe tera naam aaya na teri zuba pe mera naam aaya nazar ka ishara nazar ka ishara nazar ka ishara bahot kaam aaya nazar ka ishara bahot kaam aaya
bada khubsurat bana ye bahana bada khubsurat bana ye bahana kaha kya suna kya kisine na jana kaha kya suna kya kisine na jana na mere hi sar pe ye iljam aaya na tere hi sar pe ye iljam aaya nazar ka ishara nazar ka ishara nazar ka ishara bahot kaam aaya nazar ka ishara bahot kaam aaya
khule raj saare magar chupke chupke khule raj saare magar chupke chupke mili dil ko dil ki khabar chupke chupke na teri taraf se ye paigam aaya na meri taraf se ye paigam aaya nazar ka ishara nazar ka ishara nazar ka ishara bahot kaam aaya nazar ka ishara bahot kaam aaya
na meri zuba pe tera naam aaya na teri zuba pe mera naam aaya na meri zuba pe tera naam aaya na teri zuba pe mera naam aayaTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.