Aurat zat mard se jhada, oo ho Aurat zat mard se jhada, Tere bas ka kam nahin Teri chhoonti na kar doon, To sarju mera naam nahin Teri chhoonti na kar doon, Teri chhoonti na kar doon To sarju mera naam nahin, Aurat zat mard se jhada, oo ho Aurat zat mard se jhada, Tere bas ka kam nahin Teri chhoonti na kar doon, To sarju mera naam nahin Teri chhoonti na kar doon, To sarju mera naam nahin
Jitne ber tu maregi, Sab ber tere kha jauga Arey, jitne ber tu maregi, Sab ber tere kha jauga Bhag hiraniya, bhag, Bhag hiraniya, bhag Ke main hoon sher tuje kha jauga Mufat mein mari jayegi tu, Arey mufat mein mari jayegi tu Achha ye anjam nahin Teri chhoonti na kar doon, To sarju mera naam nahin Teri chhoonti na kar doon, To sarju mera naam nahin
Ye mat soch ke preet ke Mithe geet main tujhe sunauga Ye mat soch, Ye mat soch ke preet ke Mithe geet main tujhe sunauga Arey, dharke duga ek, Dharke duga ek tujhe Din mein tare dikhlauga Main lath maru lathi wala, oye hoye Main lath maru lathi wala, Murli wala shyam nahin Teri chhoonti na kar doon, To sarju mera naam nahin
Kanta lage na kankar Shankar ka main Prem pujari hoon Kanta lage na kankar Shankar ka main Prem pujari hoon Tu nari maan ki bimari, Tu nari maan ki bimari, Main pakka baramchari hoon Ari main pakka baramchari hoon, Main koi dil fek deewana Main koi dil fek deewana, Aawara badnaam nahin Teri chhoonti na kar doon, To sarju mera naam nahin Teri chhoonti na kar doon, To sarju mera naam nahin Aurat zat mard se jhada, oo ho Aurat zat mard se jhada, Tere bas ka kam nahin Teri chhoonti na kar doon, To sarju mera naam nahin Teri chhoonti na kar doon, To sarju mera naam nahin.Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.