Khwaabon ki nagari jo haqikat banane jo Ae dil ek din ka yeh kissa nahi Khud ke hone ki paheli suljha le jo Ae dil ek din ka yeh kissa nahi
Kadmon mein jo main jo thakaa* Chain ki neende aati wahaan (x2)
Itni suhaani bana Hona purani teri dastaan aa..
Hum toh na kehte andhera kehta Jugnu mein rehta ek taara rehta Hum toh na kehte andhera kehta Jugnu mein rehta ek taara rehta
Aansoo moti kharcho na Khamiyan khaas samjho na Itni suhaani bana Hona purani teri dastaan..
Sunn lo na galtiyon ka hai kehna Nadaaniyon mein bhi tazurba baitha Jazbaaton ki baaton mein na aana Jazbaati nazro ko dikhta dhoondhla
Aansoo moti kharcho na Khamiyan khaas samjho na Itni suhaani bana Hona purani teri dastaan..
Chanda tak pakka sa rasta banana jo Ae dil ek din ka ye kissa nahi Band dil baahon ko hai khulna sikhana jo Ae dil ek din ka ye kissa nahi
Hona purani teri dastaan.. Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa. |
|