ishk mera bandagi hai ishk meri jindagi hai aashiko ka arsh dera aashiko ka arsh dera, aashiko ke saato jaha ishk mera bandagi hai ishk meri jindagi hai aashiko ka arsh dera aashiko ka arsh dera, aashiko ke saato jaha ishk mera bandagi hai
yu to jaha me kabhi nam ke hai ye rishte jo ishk me dub jaye wahi hai farishte yu to jaha me kabhi nam ke hai ye rishte jo ishk me dub jaye wahi hai farishte ishk me hai wo khumari jo na utre uamr sari din-b-din ye hogi jawa ishk mera bandagi hai ishk meri jindagi hai
dil jisme shama jale ishk ki dil wahi hai maine to apne hi dil ki kahani kahi hai dil jisme shama jale ishk ki dil wahi hai maine to apne hi dil ki kahani kahi hai dharam apna aashiki hai, karam apna aashiki hai ishk hi hai mera iman ishk mera bandagi hai ishk meri jindagi hai
aashiki wahi hai duje ka gum jane sahna to is jaha me kabhi na kisi se ye kahna aashiki wahi hai duje ka gum jane sahna to is jaha me kabhi na kisi se ye kahna ishk hai kya tu na jane na suna tu ye fasane kyu kare ye jhutha guman ishk mera bandagi hai ishk meri jindagi hai aashiko ka arsh dera aashiko ka arsh dera, aashiko ke saato jaha ishk mera bandagi hai ishk meri jindagi haiTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.