sunita sunita sunita, sunita sunita sunita sunita sunita sunita aisa kabhi huwa nahi, jo bhi huwa khub huwa aisa kabhi huwa nahi, jo bhi huwa khub huwa dekhate hi tujhe hosh gum huye hosh aya toh, dil mera dil na raha aisa kabhi huwa nahi, jo bhi huwa khub huwa
reshami julfe hain, savan ki ghatao jaisi palake hain teri, ghane ped ki chhanv jaisi bholapan aur hansi afrin afrin aisa kabhi huwa nahi, jo bhi huwa khub huwa dekhate hi tujhe hosh gum huye hosh aya toh, dil mera dil na raha aisa kabhi huwa nahi, jo bhi huwa khub huwa
jhil si ankho me, masti ke jam lehraye jab honth khule tere, sargam baje, mehake fijaye har ada dil nashi, afrin afrin aisa kabhi huwa nahi, jo bhi huwa khub huwa dekhate hi tujhe hosh gum huye hosh aya toh, dil mera dil na raha aisa kabhi huwa nahi, jo bhi huwa khub huwa
patali si gardan me, ek bal hai surahi jaisa andaj matakane ka, dekha na kisi ne aisa gulbadan najanin, afrin afrin aisa kabhi huwa nahi, jo bhi huwa khub huwa dekhate hi tujhe hosh gum huye hosh aya toh, dil mera dil na raha aisa kabhi huwa nahi, jo bhi huwa khub huwaTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.