kaise bataye kuch keh na paye haal e dil ye kisko sunaaye kaise bataye kuch keh na paye haal e dil ye kisko sunaaye
anjaana sa ye kaisa nasha hai dheere dheer se jo mujhpe chadha hai ishq bulaaye ruka na jaaye ishq ke aage kuch na yaha hai
ishq ibaadat, ishq hai aadat jeene ki chaahat ishq jagaye ishq nachaaye, ishq lubhaye ishq sataye haye ishq sataye haye, ishq sataye
ishq hai ishq hai, ishq hai ishq hai
ishq dava hai dava, ishq duaa hai dua ishq wafa hai wafa, ishq saza hai saza ishq nasha hai nasha, ishq khala hai khala ishq adaa hai ada, ishq bala hai bala
samjho naino se naino ki bhasha bin bataaye sab keh jaaye samjho naino se naino ki bhasha bin bataaye sab keh jaaye huaa ye kaisa tera asar hai khaamoshi mein bhi tera basar hai ishq ka kaagaz mann ki ibaarat nayi riwayat ishq sikhaye ishq hai mazhab, ishq hai maqtab rab ki inaayat ishq dilaaye ishq rijhaaye ishq banaaye ishq mitaaye haaye ishq mitaaye haaye ishq mitaaye
ishq hai ishq hai ishq hai ishq hai
ishq dava hai dava, ishq duaa hai dua ishq wafa hai wafa, ishq saza hai saza ishq nasha hai nasha, ishq khala hai khala ishq adaa hai ada, ishq bala hai bala ishq khaara hai khara, ishq dhara hai dhara ishq khuda hai khuda, ishq khuda hai khuda ishq dava hai dava, ishq duaa hai duaa ishq wafaa hai wafa, ishq sazaa hai saza
ishq hai, ishq hai ishq hai
ishq hai, ishq hai ishq hai ishq haiTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.