Balam pichkari jo tune mujhe maari Toh bole re zamana kharabi ho gayi Mere ang raja, jo tera rang laga Toh seedhi-saadi chhori sharabi ho gayi
Itna maza, kyun aa raha hai Tune hawa mein bhaang milaya Itna maza, kyun aa raha hai Tune hawa mein bhaang milaya Dugna nasha, kyun ho raha hai Aankhon se meetha tune khilaya Ho teri malmal ki kurti gulabi ho gayi Manchali chaal kaise nawaabi ho gayi, toh
Balam pichkari jo tune mujhe maari Toh seedhi saadi chhori sharaabi ho gayi Haa Jeans pahen ke jo tune maara thumka Toh lattoo padosan ki bhabhi ho gayi Balam pichkari jo tune mujhe maari Toh seedhi saadi chhori sharaabi ho gayi Haa Jeans pahen ke jo tune maara thumka Toh lattoo padosan ki bhabhi ho gayi
Teri kalaai hai, haathon main aayi hai Maine maroda toh lagti malaai hai Mehenga padega ye chaska malaai ka Upvaas karne mein teri bhalaai hai Ho bindiya teri mehtaabi ho gayi Dil ke armaanon mein bheisaabi ho gayi (Toh)
Balam pichkari jo tune mujhe maari Toh seedhi saadi chhori sharaabi ho gayi Haa Jeans pahen ke jo tune maara thumka Toh lattoo padosan ki bhabhi ho gayi Balam pichkari jo tune mujhe maari Toh seedhi saadi chhori sharaabi ho gayi Haa Jeans pahen ke jo tune maara thumka Toh lattoo padosan ki bhabhi ho gayi
Kyun no-vacancy ki hothon pe gaali hai Jabki tere dil ka kamra toh khaali hai Mujhko pata hai re Kya chahata hai tu Boli bhajan teri Neeyat Qawwali hai Zulmi ye haazir-jawaabi ho gayi Tu toh har taale ki aaj chaabi ho gayi, toh?
Balam pichkari jo tune mujhe maari Toh seedhi saadi chhori sharaabi ho gayi Haa Jeans pahen ke jo tune maara thumka Toh lattoo padosan ki bhabhi ho gayi Balam pichkari jo tune mujhe maari Toh seedhi saadi chhori sharaabi ho gayi Haa Jeans pahen ke jo tune maara thumka Toh lattoo padosan ki bhabhi ho gayiTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.