Jo tere shauk hai, shauk se aaj poore karle sabhi Baaki na reh jaaye kuch kasar, Aage ka tera lamba hai safar Yahan se nahi dekhega tu piche mud ke kabhi
Jo kabhi bin padhe, faad ke fenkta tha arzi teri Jamaana badla hai woh briother Karega aab se teri kadar Poori na sahi aadhi toh manega marzi teri
Ghum tere tu piche chhod aaya hai Aur mushkurana tujhe aaya hai Sab paiso ki leela hai, maaya hai 12 ko bhi dekho laage 52 jaisa
Tere jivan ke chakke ghumaane aaya paisa Teri bekari ke chhakke chudane aaya paisa Andhere kamro mein batti jalaane aaya paisa Sapne tere sachhe karte dikhane aaya paisaTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.