halki halki aahen bharna takiye mein sar de ke dheeme dheeme sargoshi mein baatein karna pagalpan hai aise tumpe marna ubla ubla kyun lagta hai ye badan, ye jalan to khamakha nahi ye khalish jo hai, wo khamakha nahi haan tapish to hai, par khamakha nahi..
Jo nahi kiya, kar ke dekhna, saans rok ke, mar ke dekhna, ye bewajah, besabab, khamakha nahi.. ye khaamakha nahi..
Saari saari raat ka jagna, khidki pe sar rakh ke rote rehna.. ummeedon ka jalna bujhna, paagalpan hai aise tumpe marna.. khaali khali do aankhon mein, ye namak, ye chamak, to khamakha nahi.. fikr rehti hai, jo khamakha nahi.. zikr rehta hai, jo khamakha nahi.. ashq aankhon mein, bhar ke dekhna aaina kabhi darr ke dekhna ye bewajah, besabab, khamakha nahi.. Deewangi sahi, ye khaamakha nahi.. majnu to hain, par khamakha nahi..
Sada Bhavani taahi jai ho pyaara Gauri putra Ganesh paanch dev raksha karen ho pyaara Brahma Vishnu Mahesh..
Kasam yo des mera saya rya bharya haryana seedhe saade log ade che doodh dahi ka khana bolo raam raam raam bhai raam raam raam.Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.