Mein Kedi number 786 jail ki salakhon se bahar dekh ta hoon. Din, mahinein, saloon ko, yug mein badal te dekh ta hoon. is miti se mere bauji ki kheton ki khushbu ati hai yeh dhoop meri matti ki thandi chaas yaad dilati hai yeh barish mere sawaan ke jhoolon ko sang sang lati hai yeh saardi meri lodi ki aag sikh ke jati hai
woh kehta hai yeh tera desh nahi phir kyun mere des jaisa lagta hai woh kheta hai mein us jaisa nahi phir kyun mujh jaisa woh lagta hai
mein kedi number 786 jail ki salakhon se bahar dekh ta hoon sapno ke gawn se utri ek nani pari ko dekh ta hoon kehti hai khud ko Saamiya aur mujh ko Veer bulati hai hai bilkul begani paar apno si zid woh karti hai uski sachi baaton se phir jeene ko maan karta hai uske kaasmon vado se kuch karne ko maan karta hai
Mein kedi number 786 jail ki salakhon se bahar dekh ta hoon mere gawn ke raango mein lipti ek nayi Zaara ko dekhta hoon Mere khwabon ko pura karte khud ke khwab bhool chuki hai woh mere logo ki sewa karte apne logo ko chor chuki hai woh uska daaman aab khushion se bharne ko jee karta hai uske leya ek aur zindagi jeene ko jee karta hai
Woh khete hai ke mein, mera desh uska nahi phir kyun mere ghar woh rehti hai woh kehte hai ke mein us jaisa nahi phir kyun mujh jaisi woh lagti hai
mein kedi number 786 jail ki salakhon se bahar dekh ta hoon Woh khete hai ko woh koi nahi teri phir kyun mere liye dunya se woh larti hai woh khwta hai ke mein us jaisa nahi phir kyun mujh jaisi woh lagti haiTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.