Jaane kyun, khwaabon ka mausam hai, aur main hoon Mausam hai, aur main hoon Jaane kyun, yaadon ki shabnam hai, aur main hoon Shabnam hai, aur main hoon
Yaadein, laayi hain, khushiyaan bhi, aansoo bhi
Jaane kyun, ik aisa sangam hai, aur main hoon Sangam hai, aur main hoon
Barse jo rang itne saare, rangeen huwe sab nazaare Barse jo rang itne saare, rangeen huwe sab nazaare Lekin mera dil kahin bhi, lagta nahin bin tumhaare
Tumko, bas tumko, dil dhhoondhhe dil maange
Jaane kyun, har lamha ye sitam hai, aur main hoon Ye sitam hai, aur main hoon Jaane kyun, khwaabon ka mausam hai, aur main hoon Mausam hai, aur main hoon
Ye vaadi ab so gayi hai, kohre mein hi kho gayi hai Ye vaadi ab so gayi hai, kohre mein hi kho gayi hai Saari fiza saans roke, gumsum si ab ho gayi hai Saari, duniya mein, ab koyi nahin jaise
Jaane kyun, bas mera hamdam hai, aur main hoon Hamdam hai, aur main hoon Jaane kyun, yaadon ki shabnam hai, aur main hoon Shabnam hai, aur main hoon
Yaadein, laayi hain, khushiyaan bhi, aansoo bhi
Jaane kyun, ik aisa sangam hai, aur main hoon Sangam hai, aur main hoon
Aur main hoonTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.