Falak tak chal saath mere, falak tak chal saath chal - (2) Yeh baadal ki chaadar, yeh taaro ke aanchal chhup jaaye hum pal do pal Falak tak chal saath mere, falak tak chal saath chal - (2)
Dekho kaha aa gaye hum sanam saath chalte Jaha din ki baahon mein raaton ke saaye hai dhalte Chal woh chaubaare dhunde, jinmein chaahat ki bunde Sach kar de sapno ko sabhi Ho aankhon ko niche niche, main tere pichhe pichhe Chal du jo tu keh de abhi Bahaaro ke chhat ho, duwaao ke hath ho, badhate rahe yeh ghajhal ho Falak tak chal saath mere, falak tak chal saath chal - (2)
Dekha nahi maine pehle kabhi yeh najaara Badla huwa sa lage mujhko aalam yeh saara Suraj ko huyi haraarat, raaton ko kare sharaarat Baitha hai khidaki pe teri Ha iss baat pe chaand bhi bigada, katra katara woh pighala Bhar aaya woh aankhon mein meri Toh suraj bujha du, tujhe main saja du, sabera ho tujhse hi kal hooo Falak tak chal saath mere, falak tak chal saath chal - (2) Yeh baadal ki chaadar, yeh taaro ke aanchal chhup jaaye hum pal do pal Falak tak chal saath mere, falak tak chal saath chal..Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.