Raat mein hi jaagte hain Yeh gunaahon ke ghar Inki raahein khole baahein Jo bhi aaye idhar Aa haa…
Yeh hai gumraahon ka rasta Muskaanein jhooti hai Pehchanein jhooti hai Rangeeni hai chhayi Phir bhi hai tanhaayi Kal inhi galiyon mein In masli kaliyon mein Toh yeh dhoom thi Jo rooh pyaasi hai Jismein udaasi hai Woh hai ghoomti Sabko talaash wohi Samjhe ye kaash koi
Yeh hai gumraahon ka rasta Muskaanein jhooti hai Pehchanein jhooti hai Rangeeni hai chhayi Phir bhi hai tanhaayi
Halke ujaalo mein Halke andhero mein jo ik raaz hai Kyu kho gaya hai woh Kya ho gaya hai ki woh naraaz hai Aye raat itna bataa, tujhko to hoga pata Aa haa…
Yeh hai gumraahon ka rasta Muskaane jhooti hai Pehchanein jhooti hai Rangeeni hai chhayi Phir bhi hai tanhaayi (x2)Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.