Naa main jaanu, kaa tu jaane Kis ghadi me hona hai kya? Zindagi ke iss juey me Paana kya hai, khona hai kya?
Naa main jaanu, kaa tu jaane Kis ghadi me hona hai kya? Zindagi ke iss juey me Paana kya hai, khona hai kya?
Jo bhi hai khushiya unke hi saaye me gham hai Aaj jo muskuraaye unki bhi toh aankhe num hai Koi jaaye kahaan? Hogi yehi zameen aur yehi aasmaan
Naa main jaanu, naa tu jaane Kis ghadi me hona hai kya? Zindagi ke iss juey me Paana kya hai, khona hai kya?
Jo baat bhi hai, usme sau maane chhupe Haan chehro ke peeche kitne hi chehre chhupe hain Dhoke ka hai dhuaan Dhundhla-dhundhla saa hai Aankhon me har samaa
Naa main jaanu, kaa tu jaane Kis ghadi me hona hai kya? Zindagi ke iss juey me Paana kya hai, khona hai kya?
Naa main jaanu, kaa tu jaane Kis ghadi me hona hai kya? Zindagi ke iss juey me Paana kya hai, khona hai kya?Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.