Sadkon pe chahe mehlon mein rahein Jitne bhi chahe pehron mein rahein Koi humein kabhi kar paye na juda Girja mein nahi, Mandir nahi Kisi Dargah ke dar par nahi Dekha maine tere chehre mein hi Khuda
Apne milan ki kahani Adhuri rahi toh adhuri sahi Tere alawa na chahu kisi ko Ye shart khud se rakhi Maine shart khud se rakhi
Sadkon pe chahe mehlon mein rahein Jitne bhi chahe pehron mein rahein Koi humein kabhi kar paye na juda Girja mein nahi, Mandir nahi Kisi Dargah ke dar par nahi Dekha maine tere chehre mein hi khuda
Nazdeek se chahaton ke Daave toh humne kiye Par door rehke hi samjhe Tum kya ho mere liye
Hoo.. nazdeek se chahaton ke Daave toh humne kiye Par door rehke hi samjhe Tum kya ho mere liye
Ek baar tumse bichde to jaana Keemat kya hai pyaar ki Tere alawa na chahun kisi ko Ye shart khud se rakhi Maine shart khud se rakhi
Sadkon pe chahe mehlon mein rahein Jitne bhi chahe pehron mein rahein Koi humein kabhi kar paye na juda Girja mein nahi, Mandir nahi Kisi Dargah ke dar par nahi Dekha maine tere chehre mein hi khuda
Mushkil hai aana tumhara Mana yeh shaq hai mujhe Phir bhi bichhayi hain palkein Itna toh haq hai mujhe
Hoo.. mushkil hai aana tumhara Mana yeh shaq hai mujhe Phir bhi bichhayi hain palkein Itna toh haq hai mujhe
Taqdir se bhi ladke rahega Zid hai tere yaar ki Tere alawa na chahun kisi ko Yeh shart khud se rakhi Maine shart khud se rakhi
Aaa.. aa… aaa…Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.