jaani pehchaani galiyaan lagti hai purani sakhiyaan kahaan kho gayi wo rang raliyan
bazaar mein chaai ke dhaabe bekaar ke shor sharabe wo dost wo unki baatein wo saare din sab raatein
kitna gehra tha gum in sabko khone ka ye keh nahin paaye hum dil mein hi chupaye hain
par ye na koi samjhe hum log paraye hain
nikale the kabhi hum ghar se ghar dil se magar nahin nikla ghar basa hai har dhadkan mein kya karein hum aise dil ka
kya humse hua kya ho na saka par itna to karna hai
jis dharti pe janmein the us dharti pe marna hai jis dharti pe janmein the us dharti pe marna haiTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.