Abhi mujh mein kahin Baaqi thodi si hai zindagi Jagi dhadkan nayi Jaana zinda hoon main toh abhi Kuch aisi lagan iss lamhe mein hai Ye lamha kahaan tha mera Ab hai saamne Issey chhoo loon zaraa Mar jaaoon ya jee loon zaraa Khushiyaan choom loon Yaa ro loo'n zaraa Mar jaaoon ya jee loon zaraa
Ho o.. abhi mujh mein kahin Baaqi thodi si hai zindagi
Ho.. dhoop mein jalte huey tann ko, chhaya perh ki mill gayee Roothe bachche ki hansi jaise, phuslaane se phir khill gayee Kuchh aisa hi abb mehsoos dil ko ho rahaa hai Barso'n ke puraane zakhm pe marham laga saa hai Kuch ehsaar hai, iss lamhe mein hai Ye lamha kahaan tha mera Ab hai saamne Issey chhoo loon zara Mar jaaoon ya jee loon zara Khushiyaan choom loon Yaa ro loo'n zaraa Mar jaaoo'n yaa jee loon zaraa
Dor se tooti patang jaisi, thi ye zindagani meri Aaj ho kal ho mera naa ho Har din thi kahani meri Ik bandhan naya peechhe se abb mujhko bulaaye Aane waley kal ki kyun fikar mujhko sata jaaye Ik aisi chubhan iss lamhe me hai Ye lamha kahaan tha mera aa Ab hai saamne Issey chhoo loon zara Mar jaaoo'n ya jee loon zara Khushiyaan choom loon Yaa ro loo'n zaraaTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.