aashik hai pagal hai, kehne se darta hai aashik hai pagal hai, kehne se darta hai aata nahi pyar jatana, pyar ye kaise karta hai are mujhko sambhalo yaaro mujhko bacha lo yaro mai to gaya kaam se kaise mai batau use, kya samajhau use mai to gaya kaam se diwana mujhe kehta hai sara zamana diwana mujhe kehta hai sara zamana aashik hu pagal hu, kehne se darta hu ye sach hai phir bhi mai pyar kisi se karta hu
rehti hai aankho me lekin meri baaho me aati nahi aati hai sapno me par vo dil ki raaho me aati nahi are badi majburi hai, milna zaruri hai darta hu anjam se kaise mai batau use, kya samajhau use mai to gaya kaam se diwana mujhe kehta hai sara zamana diwana mujhe kehta hai sara zamana aashik hu pagal hu, kehne se darta hu ye sach hai phir bhi mai pyar kisi se karta hu
ai poragi ikde ye, kuthe chalali ikde ye nakhra tu su kare chhe, bagicha ma chal marishe o dil mera bole sath mere ho le, jati hai bach ke kaha he
ek din ye hona hai apna jadu us par bhi chal jayega he dil mera kehta hai dil uska bhi ek din pighal jayega are mere khyalo me, mere hi khwabo me rehti hai aaram se kaise mai batau use, kya samajhau use mai to gaya kaam se diwana mujhe kehta hai sara zamana diwana mujhe kehta hai sara zamana aashik hu pagal hu, kehne se darta hu ye sach hai phir bhi mai pyar kisi se karta hu diwana mujhe kehta hai sara zamana diwana mujhe kehta hai sara zamanaTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.