O bekhabar, o bekadar, Betaabiyon ko na badah Dekh le hai pyaar ka Kaisa nasha mujhpe chadha O bekhabar, o bekadar, Betaabiyon ko na badah Aa dekh le hai pyaar ka Kaisa nasha mujhpe chadha Kaisa nasha mujhpe chadha
O bekhabar, o bekadar, Betaabiyon, bechainiyan hai jawan Meri nazar dhoonde Tujhe tu kahan Haan tujhko main aankhon Ka kaajal bana loon O bekhabar, o bekadar, Betaabiyon, bechainiyan hai jawan
Chaahungi main Yuhin tujhe bepanha Haan tujhko khushi sa Labho pe saja loon O bekhabar, o bekadar, Betaabiyon ko na badah Aa dekh le hai pyaar ka Kaisa nasha mujhpe chadha Kaisa nasha mujhpe chadha ..
Roop hoon teri dhoop hoon Tu suraj hai mann ka mere Ya ghani main hoon roshni Ab chalte hoon dhalte hoon tujhko hi
Haan mere ik pehar, tu kahe thehar Toh jaaon nagar se tere Har ghadi mushkilon bari
Kyun lagti hai jo bhi Badalti hai bin tere Tu mile toh silsile, Ho ho shuru jo hai khuda ki raza Tere bina hai zindagi bemaza
Tu mil jaaye toh main Jahan se chhupa loon O bekhabar, o bekadar, Betaabiyon, bechainiyan hai jawan Meri nazar dhoonde tujhe tu kahan Haan tujhko main Aankhon ka kaajal bana loon O bekhabar
O pyaar bhi yun kabhi kabhi Kar deta pareshaaniyan Har jagah wohi woh lagey Woh aashiq anari jo dil de ke leta Ya paas bhi ho woh door bhi Yeh kyun ho woh batlaaye na Dil darre minnate kare Ab usko yeh bolo ke Aaye toh jaaye na
Bewajah, agar ho pata, Kya hai yahi dil ki khata ki saza Khud mein hi main, Hoti hoon kyun laapata Main janu na iss dil ko Kaise sambhalun O bekhabar, o bekadar, Betaabiyon, bechainiyan hai jawan Meri nazar dhoonde tujhe tu kahan Haan tujhko main aankhon Ka kaajal bana loon O bekhabar, o bekadar, Betaabiyon ko na badah Aa dekh le hai pyaar ka Kaisa nasha mujhpe chadha Kaisa nasha mujhpe chadha.Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.