khamoshi ke chehre the ya lagta hai ke dhoop khili kitne din ke baad mai has ke apne aap se aaj mili chal kahin door chalein chal kahin door chalein chal kahin door chalein chal kahin door chalein
ranjish aur ruswayion se bewajah bechaniyon se ranjish aur ruswayion se bewajah bechaniyon se uljhe raston se dard ke sab bandhano se khush nahi hai dil tu jin se apni hi un uljhano se
chal kahin door chalein chal kahin door chalein chal kahin door chalein chal kahin door chalein
ho kholenge-kholenge bahon ka ghera kholenge-kholenge bahon ka ghera jo chahe kar le andhera suraj jaisa khilta chehra
wada kiya waada kiya khud se hi wada kiya tootungi main na kabhi pakki hai yeh baat bhi ghum se hai mujhko karna kinara
aisa hona hai dil aisa hona hai dil mai hi rasta mai hi manzil mai hi mehfil mai hi ronak khud ko karna hai haasil mere wo hain jo mere kaabil khali logon se lamhon se aa ae dil
ho fasle hon fasle ho fasle hon fasle
chal kahin door chalein chal kahin door chalein chal kahin door chalein chal kahin door chalein chal kahin door chalein chal kahin door chaleinTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.