Khamoshiyan hain khata meri Tanhaiyan hai sazaa meri Samjha rahi hai ye dooriyan Teri meri nazdeekiyaan
Haan teri yaadon ke gham hain Hai teri yaadon ki khushiyaan Haan teri yaadon ke gham hain Hai teri yaadon ki khushiyaan
Tere bin jeena kya mera Tere bin main, main na raha Tere bin jeena kya mera Tere bin main, main na raha
Sabko khabar hai ye Meri seher hai tu Kya bekhabar hai tu Itni zara si toh Haan hai tujhe kehni Kehde nazar se tu
Kya itni hai majbooriyan Kyun itni naa manzooriyan Ik mukhtasar si baat hai Phir zindagi bhar ka saath hai
Main teri yaadon mein jaaga Main teri yaadon mein soya Main teri yaadon mein jaaga Main teri yaadon mein soya
Tere bin jeena kya mera Tere bin main, main na raha Tere bin jeena kya mera Tere bin main, main na rahaTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.