Ek din milke bichhad jaye ek din Ek din milke bichhad jaye ek din Aise ye duniya ki rit re rit re Apne paraye ho jaye ek din Kisne banayi ye rit re rit re
Ye rishte ye nate jo dil se jude Inhe pal me zamana badlata hain kyu Badlata hai kyu Pyar banke jo saanso mein harpal rahe Banke aansu aankho se wo dhalta hai kyu Sapne sawarke Sapne sawarke bikhar jaye ek din Aisi ye duniya ki rit re rit re
Bidaai ke mani judaai nahin hain Judaai nahin hain Ye ankho ka dhoka sachai nahin hain Sachai nahin hain Sath chute bhale sath chute bhale Pyar tute nahin Lagi dil ki dil se Chute nahin chute nahin Apne apno ko apne hi Apno ko tadpaye ek din Aisi ye duniya ki rit re rit re Ek din milke bichhad jaye ek din Aise ye duniya ki rit re rit re.Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.