Na gilaaf, Na lehaaf (Na gilaaf, Na lehaaf thandi hawa ke khilaaf sasuri) - 2 O itni sardi hai kisika lehaaf lehi leh O jaa padosi ke chuleh se aag lehi leh
Female:
(Bedi chalayi leh jigar se piya Jigar maabadi aag hai) - 2 Wadaa nikari o lab se piya aah aa Wadaa nikari o lab se piya jeh duniya badi dhank hai Haan bedi chalayi leh jigar se piya Jigar maabadi aag hai
Male/Female:
Na gilaaf, Na lehaaf thandi hawa ke khilaaf sasuri O itni sardi hai kisika lehaaf lehi leh O jaa padosi ke chule se aag lehi leh
Male:
O jaa padosi ke chule se aag lehi leh
Na kasoor, Na fatoor Na kasoor, Na fatoor bina juraam ke hajoor maar gaye O maar gaye
Female:
O aise ik din duphari bula liyo re Bandh ghungroo kacheri lagaliyo re Bula liyo re, Bula liyo re dupehri
Male/Female:
lagayilo re, lagayilo re kacheri
Female:
Angeethi chadayi leh jigar se piya Jigar maabadi aag hai Bedi chalayi leh jigar se piya Jigar maabadi aag hai)
Male:
(Ho na toh chakuon ki dhaar Ho na tan raati na kataar) - 2 Aisa kaate ke daat ganisaar chod de Yeh katayi toh koi bhi kisaan chod de O aise chalim ka chod de makaan jod de re bilo Chalim ka chod de makaan jod de Aise chalim ka, O aise chalim ka Aise chalim ka chod de makaan jod de
Female:
Na bulaya Na bataya Na bulaya, Na bataya maane neend se jagaya hai re Aise chonkele haath mein naseeb aa gaya Woh ilaychi khilayike kareeb aa gaya Koyila jalayi leh jigar se piya Jigar maa, aag hai
Male:
Itni sardi hai kisika lehaf lehi leh O jaa padosi, O jaa padosi, Jaa jaa padosi O jaa padosi ke chule se aag lehi leh Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.