Aye yaar sun yaari teri mujhe Zindagi se bhi pyaari hai Aye yaar sun yaari teri mujhe Zindagi se bhi pyaari hai Javaab ik nahin hamara kahi Badi kub jodi hamaari hai Aye yaar sun yaari teri mujhe Zindagi se bhi pyaari hai
Kya dekhta hun Main kab dekhta hun Teri nazar se sab dekhta hun Teri kasam ye haath Hain mere magar In haathon men Taaqat tumhari hai Aye yaar sun yaari teri mujhe Zindagi se bhi pyaari hai
Dil men lagaai hai tasvir teri Dil men lagaai hai tasvir teri Teraa nasibaa hai taqadir meri Tum donon ne jo kuchh Kahaa maine suna Magar ab suno meri baari hai Aye yaar sun yaari teri mujhe Zindagi se bhi pyaari hai
Hamase jo ulajhe Wo hoga deewana Hamase jo ulajhe Wo hoga deewana Aavaaz tu de main Baandhun nishana Udate hue panchhi Ke par ham kaat len Ki main jaal hun tu shikaari hai Aye yaar sun yaari teri mujhe Zindagi se bhi pyaari hai
Ham hain jawani ke din raat jaise Ham hain jawani ke din raat jaise Lagta hai bachapan se hai saath jaise Dil yaar kaa jaan Yaar ki apna hai kya Ye vardi bhi to sarkari hai Aye yaar sun yaari teri mujhe Zindagi se bhi pyaari hai Javaab ik nahin hamara kahi Badi kub jodi hamaari hai Aye yaar sun yaari teri mujhe Zindagi se bhi pyaari haiTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.