Bumbro bumbro, shyam rang bumbro Bumbro bumbro, shyam rang bumbro Aaye ho kis bagiya se, oh oh tum Bumbro bumbro, shyam rang bumbro Bumbro bumbro, shyam rang bumbro Aaye ho kis bagiya se, oh oh tum Bhanwre o shyam bhanwre, khushiyon ko saath laaye Mehndi ki raat mein tum, leke saugat aaye
Ho, kaajal ka rang laaye, nazrein utaarne ko Baaghon se phool laaye, raste sanwaarne ko Haan, kaajal ka rang laaye, nazrein utaarne ko Baaghon se phool laaye, raste sanwaarne ko Haan mehndi ki chhaon mein geet sunayein bumbro Jhoome nachein saaz gaayein, jashn manayein bumbro Bumbro bumbro, shyam rang bumbro Bumbro bumbro, shyam rang bumbro Aaye ho kis bagiya se, oh oh tum
Khil khil ke laal hua mehndi ka rang aise Gori hatheliyon pe khilte ho phool jaise Bumbro bumbro bumbro bumbro Ae, khil khil ke laal hua mehndi ka rang aise Gori hatheliyon pe khilte ho phool jaise Yeh rang dhoop ka, yeh rang chhaon ka hai Mehndi ka rang nahin, maa ki duaaon ka hai Is mehndi ka rang hai sachcha, baaki saare jhoote Haathon se ab mehndi ka yeh rang kabhi na chhoote
O bumbro bumbro, shyam rang bumbro Bumbro bumbro, shyam rang bumbro Aaye ho kis bagiya se, oh oh tum Bumbro bumbro, shyam rang bumbro Bumbro bumbro, shyam rang bumbro Aaye ho kis bagiya se, oh oh tum
Chanda ki paalki mein dil ki muraad layi Jannat ka noor leke mehndi ki raat aayi Mehndi ki raat aayi Chanda ki paalki mein dil ki muraad layi Jannat ka noor leke mehndi ki raat aayi Rukh pe saheliyon ke, khwabon ki roshni hai Sabne duaayein maangi, rab ne kabool ki hai Yeh haathon mein mehndi hai ya shaam ki daali, bumbro Chaand sitaare rehkar aaye, raat ki daali Oh chanda ki paalki mein dil ki muraad layi Jannat ka noor leke mehndi ki raat aayi Rukh pe saheliyon ke, khwabon ki roshni hai Sabne duaayein maangi, rab ne kabool ki hai Yeh haathon mein mehndi hai ya shaam ki daali, bumbro Chaand sitaare rehkar aaye raat ki daali, bumbro
Haan bumbro bumbro shyam rang bumbro Bumbro bumbro, shyam rang bumbro Aaye ho kis bagiya se, oh oh tum Aaye ho kis bagiya se Bumbro bumbro, oh oh tum Bumbro bumbro, oh oh tum Aaye ho kis bagiya se Bumbro bumbro, oh oh Bumbro bumbro Aaye ho kis bagiya se Oh oh tum Bumbro bumbro Bumbro bumbro Bumbro bumbro Bumbro bumbro Bumbro bumbro Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.