aa gar khuda mujse kahe (2) kuchh maang eh bande mere me ye maangu (2) mehefilo ke daur yu chalte rahe ham pe aalao, ham nibaah laao hamsafar, hamraaz ho ta qayaamat (2) jo chiraago ki tarha jalte rahe
yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi yaar ho bando se ye oh yaar ho bando se ye sabse badi hai bandagi yaari hai! yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
saaz-e-dil chhedo jaha me (2) yaar ki gunje sada he saaz-e-dil chhedo jaha , me yaar ki gunje sada in dilo me pyaar hai unpe bahaare ho fida pyar leke noor aaya (2) pyar leke taazgi yaari hai! yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
jaan bhi jaaye agar (2) yaari mein yaaro gham nahi eh jaan bhi jaaye agar yaari mein , yaaro gham nahi apne hote yaar ho , gham-geen matlab ham nahi ham jaha hai us jagaah (2) jhoomegi naachegi khushi yaari hai! yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi aa gul-e-gulzaar kyu bezaar nazar aata hai (2) chashme pat ashiqaar yaar nazar aata hai chhupaana hamse zara haale-dil suna de tu tere hasee ki keemat kya hai ye bataade tu
kahe to aasmaa se chaand taare le aau haseen jawaan aur dilkash nazaare le aau tera mamnoon hu (2) tumne nibhaaya yaaraana teri hasee hai aaj sabse bada nazraana (2) yaar ke hasti hi (2) mehefil pe jawaani chhaa gayi, chhaa gayi yaari hai! yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi oh eh qurbaan qurbaan…oy oy oyTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.