gori hai kalayiya tu lade mujhe hari hari chudiya gori hai kalayiya tu lade mujhe hari hari chudiya apna banale mujhe balama gori hai kalayiya tu lade mujhe hari hari chudiya apna banale mujhe balama, gori hai kalayiya gori ho kalayi chahe kali ho kalayi jo bhi chudi pehnaye phas jaye hari hari chudiyo ki dekhe hariyali tujhe bhima ki na kheti sukh jaye gori hai kalayiya tu lade mujhe hari hari chudiya apana banale mujhe balama, gori hai kalayiya
banna re bhaga me jhula jhula aya re chhail bhavar ji aya banna re bhaga me jhula jhula aya re chhail bhavar ji aya
mera banake tu jo piya sath chalega jo bhi dekhega wo hath malega mera banake tu jo piya sath chalega jo bhi dekhega wo hath malega pyar ye apna jab hadse badhega, pyar ye apna jab hadse badhega hongi to hongi rusvaiya gori hai kalayiya
bhola bhala bhima bam bhole ka pujari kisi nari se najar na milaye nari badi pyari par dil ki bimari kahe rog koi dilko lagaye gori hai kalayiya tu lade mujhe hari hari chudiya apana banale mujhe balama, gori hai kalayiya
mana ki charche honge, tere mere pyar ke jeet hi lenge tumko, hum dil har ke mana ki charche honge, tere mere pyar ke jeet hi lenge tumko, hum dil har ke humko pasand hai, tumko pasand hai humko pasand hai, tumko pasand hai pyar me tere dushwariya, gori hai kalayiya ata jate kate kahe mera rasta tu yaha kahe mere gale pad jaye chudi pehnane wale aur bhi hai chhore yaha bhima tere jaise me na aye gori hai kalayiya tu lade mujhe hari hari chudiya apana banale mujhe balama, gori hai kalayiya
apna banake mujhe chhod na jana pyar bhara dil ye mera tod na jana apna banake mujhe chhod na jana pyar bhara dil ye mera tod na jana dil mera kurba, meri jan bhi kurba dil mera kurba, meri jan bhi kurba kurban tujhpar ye jawaniya, kurban tujhpar ye jawaniya gori hai kalayiya main ladu tujhe hari hari chudiya gori hai kalayiya main ladu tujhe hari hari chudiya
apna banalu tujhe balama apna banale mujhe balama apna banalu tujhe balama apna banale mujhe balamaTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.