do kadam tum bhi chalo, do kadam ham bhi chale do kadam tum bhi chalo, do kadam ham bhi chale manjile pyar ki manjile pyar ki aayengi chalte-chalte do kadam tum bhi chalo, do kadam ham bhi chale
kal tak toh anjan thi hamse raahe pyar ki hamse raahe pyar ki lekin apni ho gaye abb toh baahe pyar ki abb toh baahe pyar ki abb hame yeh jahan abb hame yeh jahan dekhega jalte-jalte do kadam tum bhi chalo, do kadam ham bhi chale do kadam tum bhi chalo, do kadam ham bhi chale
meri jo bhi soch thi uska hi tum rup ho uska hi tum rup ho mai hu nadiya tum ghata mai chhaya tum dhup ho mai chhaya tum dhup ho pyar yeh ho javan pyar abb yeh ho javan aankho me palte-palte do kadam tum bhi chalo, do kadam ham bhi chale do kadam tum bhi chalo, do kadam ham bhi chale
aisi hi ik sham thi dekha tha jab aapko dekha tha jab aapko tum is dhalti sham ko roko toh kuchh baat ho roko toh kuchh baat ho jaan se jayenge jaan se jayenge sham ke dhalte-dhalte do kadam tum bhi chalo, do kadam ham bhi chale manjile pyar ki manjile pyar ki aayengi chalte-chalte do kadam tum bhi chalo, do kadam ham bhi chaleTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.