chal sanyasi mandir me mandir me mandir me chal sanyasi mandir me tera chimta meri chudiya dono sath bajayenge, sath sath khanakayenge kyu ham jaye mandir me pap hai tere andar me lekar mala kath dushala, ram nam gun gayenge chal sanyasi mandir me tera chimta meri chudiya dono sath bajayenge sath-sath khanakayenge chal sanyasi mandir me
resham sa ye rup salona yauvan hai ya tapata sona ye teri mohan si murat kar gayi mujhpe haye jadu tona kaisa jadu tona, sari man ki ye maya hai are tujh par devi kisi rog ki padi vikat chhaya hai chal sanyasi mandir me tera kamandal meri gagariya sath sath chhalakayege, sath sath chhalakayege kyu ham jaye mandir me pap hai tere andar me ham to jogi ram ke rogi dhuni alag ramayenge chal sanyasi mandir me
man se man ka deep jala le madhur milan ki jyot jagale puran kar de meri asha aaj mujhe apna le apna le man se man ka dip jalana mujhe nahi aata hai bas puja ki jyot jalana mujhe yahi bhata hai chal sanyasi mandir me mera rup aur teri javani milakar jyot jalayenge, milakar jyot jalayenge kyo ham jaye mandir me pap hai tere andar me dharm chhod akar, dhyan chhod akar pap nahi apanayenge chal sanyasi mandir me
prem hai puja prem hi pujan prem jagat hai prem hi jivan, mat kar tu apaman prem ka prem hai nam prabhu ka bada hi pavan prem prem kar ke mujhko kar degi ab tu pagal mera dhiraj dol raha hai, laj rakhe gangajal chal sanyasi mandir me teri mala mera gajara ganga sath nahayege, ganga sath nahayege chal sanyasi mandir me tera chimta meri chudiya dono sath bajayenge, sath sath khanakayenge chal sanyasi mandir meTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.