tum kitane bhi chehare badalon yaha tum kitane bhi ban jao behurupiye hamko dhoka nahi de sakoge magar are hamane jaane kitano ko dhoke diye ye raaj-e-dil tumhara, tumhara har ishara ye raaj-e-dil tumhara, tumhara har ishara hum jaanate hai, pehchanate hai hum jaanate hai, pehchanate hai ye raaj-e-dil tumhara, tumhara har ishara
mehfil me har najar, mehfil me har najar ye najar wo najar tumhi par lagi hai par ho bekhabar tumhi par lagi hai par ho bekhabar koyi ho is kadar janemann tum kidhar koyi jane na jane na hame hai khabar koyi jane na jane na hame hai khabar tumhari najar me hai kisaka najara aji hum janate hai, pehchanate hai hum janate hai, pehchanate hai ye raaj-e-dil tumhara, tumhara har ishara
tufan se mil gayi, tufan se mil gayi jhumak tum gali bnake tumhare hai ye hausale bnake tumhare hai ye hausale tumako kya khabr kab yaha kya mile mukkadar ke hatho me hai faisale mukkadar ke hatho me hai faisale ye mano na mano mukkadar tumhara aji hum janate hai, pehchanate hai hum janate hai, pehchanate hai ye raaj-e-dil tumhara, tumhara har ishara ye raaj-e-dil tumhara, tumhara har ishara ye raaj-e-dil tumhara, tumhara har ishara ye raaj-e-dil tumhara, tumhara har isharaTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.