Ye fasle ye duriya kaisi hain ye majburiya Milke bhi kyu aakhir yaha Zameen aasma nahi milte Ye fasle ye duriya kaisi hain ye majburiya Milke bhi kyu aakhir yaha Zameen aasma nahi milte
Jaane kya hai bebashi Bas na kisika chale Sadiyo se badale nahi Kudarat ke hai faisle Kyon hai juda dono jahaa Milke bhi kyu aakhir yaha Zameen aasma nahi milte Ye fasle ye duriya kaisi hain ye majburiya Milke bhi kyu aakhir yaha Zameen aasma nahi milte
Aachal me phool kya khile Hotho ki hasi khil gayi Ho kaise honghe lose juda Shama hi jalti rahe Tanha rahe kyon ye jism ja Milke bhi kyu aakhir yaha Zameen aasma nahi milte Ye fasle ye duriya kaisi hai ye majburiya Milke bhi kyu aakhir yaha Zameen aasma nahi milte
Ankho main agar ho asar Mumkeen hai phir kya nahi Ho chume zameen ke kadam Ye aasman bhi kahi Ek din mile dono jahan Kaise kahe koi yaha Zameen aasma nahi milte Ye fasle ye duriya kaisi hai ye majburiya Milke bhi kyu aakhir yaha Zameen aasma nahi milteTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.