teri aankho ki surkhi, salamat rahe khun duniya ka bahata hai bahata rahe jaam par jaam pee jhum ker yun hi jee ye jamana jo kahata hai kahata rahe tune har raat mohabaat ki kasam khai hai tune har raat mohabaat ki kasam khai hai
baat kahne ki nahi, baat kahne ki nahi oh baat kahne ki nahi, tu bhi to harjayi hai tune har raat mohabbat ki kasam khayi hai
jab bhi chaha kisi dali se phool todh liya ha re ha todh liya kisi ko dil se lagaya kisi ko chodh diya ha re ha chodh diya, ha re chodh diya tu kadardan nahi, dil ki pahchaan nahi mere beimaan sanam tera imaan nahi
dil ko masal ke tewar badal ke tune najar churayi hai baat kahne ki nahi tu bhi to harjayi hai tune har raat mohabbat ki kasam khayi hai
sone chandi se tijori teri bharpur rahe ha barpur rahe isi doulat ke nashe me tu sada chur rahe ha sada chur rahe koi kangal rahe, koi behal rahe gum hai duniya ke liye tu to khush hal rahe teri khata se, teri jafa se, hum per samat aayi hai baat kahane ki nahi tu bhi to harjayi hai tune har raat mohabaat ki kasam khai hai
tune dharti pe trashe hai vo pathar ke sanam ha vo pathar ke sanam jinke saye me baith ke tu kare lakho sitham tu kere lakho ho sitam ye teri shaan nahi, tu hai inshaan nahi sabka bagwaan hai tu tera bagwaan nahi tere karam se aise dharam se kudhrat bhi sharmayi hai baat kahne ki nahi tu bhi to harjayi hai tune raat mohabbat ki kasam khayi hai baat kahane ki nahi tu bhi to harjayi haiTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.