Prem ki jogan dar pe aayi Bigdi meri bana di Ya to saje sapno ki doli Ya phir chita saja de
Naam tera bhale Ho kanhaiya bada Naam tera bhale Ho kanhaiya bada Aaj jo ji me aaya wo Kah jaungi kah jaungi Tune radha ko Tadpa diya umar bhar Tune radha ko Tadpa diya umar bhar Main to radha nahi hu Jo sah jaungi sah jaungi Naam tera bhale Ho kanhaiya bada
Hum to tujhko Pukara kiye raat din Hum to tujhko Pukara kiye raat din Tujhko patthar se Parmatma kar diya Phool charno me Tere chadhaye bohot Mere daman ko kaanto se Kyun bhar diya aaj dar pe tere Aaj dar pe tere aansuo me mere Tu bhi bah jayega main Bhi bah jaungi bah jaungi Main to radha nahi hu Jo sah jaugi sah jaungi Naam tera bhale Ho kanhaiya bada
Meri shraddha ka Ye taar tute nahi Meri shraddha ka Ye taar tute nahi Aaj kah de ke Sachmuch hi iswar hai tu Tujhme hire ke jaisi Hai sachi chamak Ya bata de ke bas ek Patthar hai tu Aan meri parbhu Aan meri parbhu Na bachayega tu Tu hai patthar ye duniya se Kah jaungi kah jaungi Main to radha nahi hu Jo sah jaugi sah jaungi Naam tera bhale Ho kanhaiya bada Aaj jo ji me aaya wo Kah jaungi kah jaungi O kanhaiya o kanhaiya O kanhaiya o kanhaiyaTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.