duniya ka mela mele me ladki ladki akeli sanno naam uska duniya ka mela mele me ladki ladki akeli sanno naam uska gaal uske gulabi chal uski sarabi o babu o lala sabko salam uska duniya ka mela mele me ladki ladki akeli sanno naam uska
tauba o mere tauba karte hai sab ishare tauba o mere tauba kiski taraf vo dekhe aashiq hai uske sare kiski taraf vo dekhe sabki aankho me baske sabko dekhe vo has ke sabka dil bahlana jo thahra kaam uska duniya ka mela mele me ladki ladki akeli sanno naam uska
kahte hai log uski jadu bari hai baate kahte hai log uski aankho me har kisi ki katne lagi hai raate aankho me har kisi ki nind uski udaye chain uska churaye aaj kal shahar me hai charcha naam uska duniya ka mela mele me ladki ladki akeli sanno naam uska
dekho to ek tamasha khub ban gaya hai dekho to ek tamasha har ek hasi ka mahbub ban gaya hai har ek hasi ka koi aankhe bichaye naaz koi uthaye jaise har koi ashiq hai gulam uska duniya ka mela mele me ladki ladki akeli sanno naam uska gal uske gulabi chal uski sarabi o babu o lala sabko salam uska duniya ka mela mele me ladki ladki akeli sanno naam uskaTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.