Jaaneman jaanejaan tumsa koi kahan Jaaneman jaanejaan tumsa koi kahan Tumse milke main aur ho gayi jawaan Aur ho gayi jawaan tumsa koi kahan Mar gayi main to yaara sun Ki tere naal pyaar ho gaya Ki tere naal pyaar ho gaya Pyaar ho gaya Ki tere naal pyaar ho gaya
Kaafir adaaon ne kya rang baandha hai Kaafir adaaon ne kya rang baandha hai Kuchh to bataati ja kahan ka iraada hai Kahan ka iraada hai kya rang baandha hai Hay dilyaara sun Ki tere naal pyaar ho gaya Ki tere naal pyaar ho gaya Pyaar ho gaya Ki tere naal pyaar ho gaya
Jo roop lage tha aadha Ab milke khula kuchh zyaada Jo roop lage tha aadha Ab milke khula kuchh zyaada Resham ki meri zulfon ko Rumaal se tere baandha
Paayal nahin tere peiron mein Par dil mein ajab chhankaar hai Teer nahin teri aankh magar Mere to jigar ke paar hai Sun nahin hoga theek se pehle Phir se dubaara sun Ki tere naal pyaar ho gaya Ki tere naal pyaar ho gaya
Jaaneman jaanejaan tumsa koi kahan Jaaneman jaanejaan tumsa koi kahan Tumse milke main aur ho gayi jawaan Aur ho gayi jawaan tumsa koi kahan Mar gayi main to yaara sun Ki tere naal pyaar ho gaya Ki tere naal pyaar ho gaya Pyaar ho gaya Ki tere naal pyaar ho gaya
Chahoonga tujhe main itna Tera dil chaahega jitna Chahoonga tujhe main itna Tera dil chaahega jitna Par ye sab kuchh karne ko Batlade lage ka din kitna
Aayega maza jab jeene mein Mera dil dhadke tere seene mein Phir baat bane jab hum bheegein Oye bin barsaat maheene mein Sun nahin hoga theek se pehle Phir se dubaara sun Ki tere naal Ki tere naal pyaar ho gaya Pyaar ho gaya Ki tere naal pyaar ho gaya
Kaafir adaaon ne kya rang baandha hai Kaafir adaaon ne kya rang baandha hai Kuchh to bataati ja kahan ka iraada hai Kahan ka iraada hai kya rang baandha hai Hay dilyaara sun Ki tere naal pyaar ho gaya Ki tere naal pyaar ho gaya Pyaar ho gaya Ki tere naal pyaar ho gaya
Jaaneman jaanejaan tumsa koi kahan Jaaneman jaanejaan tumsa koi kahan Tumse milke main aur ho gayi jawaan Aur ho gayi jawaan tumsa koi kahan Mar gayi main to yaara sun Ki tere naal pyaar ho gaya Ki tere naal pyaar ho gaya Pyaar ho gaya Ki tere naal pyaar ho gaya
Pyaar ho gaya Ki tere naal pyaar ho gaya Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.