Dil ka koi tukda kabhi dil se juda hota nahin Apna koi jaisa bhi ho apna hai vo dooja nahin Yehi vo milan hai jo sachmuch hai dil ka karaar kya kehna Khile khile chehron se aaj ghar hai mera gule gulzaar kya kehna
Aye dil laaya hai bahaar apnon ka pyaar kya kehna Milein hum chhalak utha khushi ka khumar kya kehna
Kuchh apne hi tak yoon nahin ye hai sawaal sabke liye Jeena hai to jag mein jiyo banke misaal sabke liye Dekho kaisa mehek raha pyaar bhari baahon ka haar kya kehna
Khile khile chehron se aaj ghar hai mera gule gulzaar kya kehna Aye dil laaya hai bahaar apnon ka pyaar kya kehna Milein hum chhalak utha khushi ka khumar kya kehna
Jo ho gaya so ho gaya logon se tu darna nahin Saathi tere hain aur bhi duniya mein tu tanha nahin Saamna karenge milke chaahe dus ho chaahe hazaar kya kehna
Khile khile chehron se aaj ghar hai mera gule gulzaar kya kehna Aye dil laaya hai bahaar apnon ka pyaar kya kehna Milein hum chhalak utha khushi ka khumar kya kehna
Khile khile chehron se aaj ghar hai mera gule gulzaar kya kehna Khile khile chehron se aaj ghar hai mera gule gulzaar kya kehna. Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.