What have you done Why have u blacked up my son What people think am gonna do now Think of coming right after you now Do u know what it is to die Can i have ur goddamn soul to fry U goin down dawg u goin Down son of a bih am gona Blast u between ur eyes
Natak jhooth banduke aur dhaal Farebi makkari har taraf yahi haal Yeh shehar woh gaon Yeh dhup woh chaanve Thake thake se har kisike paanv Baatein mulakatein waqt ki barbadi Badhti hui har taraf aabadi Aansu aalingan pyar aur boli Mayyat khak khoon ki holi Kafan dafan chita aag Bachi fakat rakh hi rakh Maang ujadna godon ka suna hona Gam badhna dard dur ho na Hatya balatkar massomon ki chit ka Shoshan dhokha gandgi They dont know who is he They dont know who is he They dont know who is he They dont know who is he
Galiyan police system pareshani Chalti hui yahan dhurt manmaani Kaalakar hahakaar khunda shadyantra Badle ki bhavna ka ubja hua mantra Abhiyog saman waraant mushkil Zindahi ke dhakke aur toota hua dil Din hafta mahine aur saal Faila hua charon taraf nakami ka jaal Mann mein ubaal khuda se sawaal Aakhir hua kyu tere bande ka yeh haal Khamoshi si aayi khoon ki jab parchai Sawaal tha dil mein yeh ghadi kyu aayi Vakil mukadma tarikh ladaai Uljhan bitch jaan chudwai They dont know what is he They dont know what is he
Jhagda panga churebaazi Behas khoon ke bhare Hue bhitar woh hain Dukh takleefein Pareshani baar baar Saamne dikhawa aur peeth pe waar Muskil lachar jeene ki dushwari Nirbal beemar jurm ki karaari Dosti yaari jhooti hain yeh saari Sabke dilon mein chalaki makkari Dikhawa chalava nakli pehnaava Khokhali yeh baatein Aur sab hai behkawa Chhal ghoda aur jhootha mann Naam ke apne yeh bana wardipan Khaalis hai yeh baal hai saaf Aastin ke saap ki hai zyada nahi baat They dont know who is he They dont know who is he They dont know who is he They dont know who is he
Natak jhooth banduke aur dhaal Farebi makkari har taraf yahi haal Jhagda panga churebaazi Behas khoon ke bhare Hue bhitar woh hainTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.