mil jate hai jo pyar me mar ke bhi vo bichadte nahi mil jate hai jo pyar me mar ke bhi vo bichadte nahi ham unhe bhul sakte nahi vo hame bhul sakte nahi mil jate haijo pyar me mar ke bhi vo bichadte nahi
kon si chandani raat me kya hua kis mulakat me yaad aati hai jab bhi koi baat bas baat hi baat me jaise rote hai dil tut ke jaise rote hai dil tut ke aise sawan baraste nahi mil jate hai jo pyar me mar ke bhi vo bichadte nahi
gam ki najro pe chaya hua dard haste najro ka hai dil ke bahar hai patjhad magar dil me mausam baharo ka hai unki yado ke ye phul to unki yado ke ye phul to tut kar bhi bikharte nahi mil jate hai jo pyar me mar ke bhi vo bichadte nahi
humko le jayegi ab kaha o yar ki ye gali kya pata bhul se ham yaha aa gaye vapas ka nahi hai rasta isliye bach ke chalte hai log isliye bach ke chalte hai log is gali se gujate nahi mil jate hai jo pyar me mar ke bhi vo bichadte nahi
kis taraf kisko aawaj de kon jane kaha rah gaya raat gham gujarti rahi ye andhera jaha rah gaya ham jaha hai waha aajkal ham jaha hai waha aajkal chand suraj nikalte nahi mil jate hai jo pyar me mar ke bhi vo bichadte nahi ham unhe bhul sakte nahi vo hame bhul sakte nahi mil jate hai jo pyar me mar ke bhi vo bichadte nahiTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.