Khuda ne kaunsi mitti se Apna dil banaaya hai Khuda ne kaunsi mitti se Apna dil banaaya hai
Tujhe aashiq banaaya hai Mujhe kaatil banaaya hai
Mere saath chalte chalte Yeh kahan theher gaye tum Mere saath chalte chalte Yeh kahan theher gaye tum Yeh safar katega kaise Jo abhi se dar gaye tum haai
Mere saath chalte chalte Yeh kahan teher gaye tum Mere saath chalte chalte Yeh kahan teher gaye tum Yeh safar katega kaise Jo abhi se dar gaye tum
Chaand se pagal pooch raha Hai raat bachi hai kitni Bhoole bisre khwaabon ki Sau baat bachi hai kitni
Shama se rooth ke Parwaane kahan jaayenge Khaak ho jaayenge Deewane kahan jaayenge Shama se rooth ke Parwaane kahan jaayenge Khaak ho jaayenge Deewane kahan jaayenge Hum bhoola denge tumko Tumne socha yeh kaise Hum daga denge tumko Tumne socha yeh kaise
Wada kiya jo mujhse Karke mukar gaye tum Wada kiya jo mujhse Karke mukar gaye tum Yeh safar katega kaise Jo abhi se dar gaye tum haai
Mere saath chalte chalte Yeh kahan teher gaye tum Mere saath chalte chalte Yeh kahan teher gaye tum Yeh safar katega kaise Jo abhi se dar gaye tum
Woh aisi shama jala ke Gaye pyaalon mein Tamaam umr nahaate Rahein ujaalon mein
Saamne aaye woh Ulfat ki jawaani le ke Sehme honthon pe Mohabbat ki kahani le ke Saamne aaye woh Ulfat ki jawaani le ke Sehme honthon pe Mohabbat ki kahani le ke Beqeraari ka mausam Meri baahon mein bhar gaye Chhed ke jazbaaton ko Humko deewana kar gaye
Mujhe pyaar karte karte Gairon pe mar gaye tum Mujhe pyaar karte karte Gairon pe mar gaye tum Yeh safar katega kaise jo Abhi se dar gaye tum haai
Mere saath chalte chalte Yeh kahan teher gaye tum Mere saath chalte chalte Yeh kahan teher gaye tum Yeh safar katega kaise Jo abhi se dar gaye tum.Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.