ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhi gum ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhi gum meri ja rona nahi daman bhigona nahi zuzu hogi sahar zuzu oh mere sanam ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhi gum ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhi gum
aankho me jo aasu bhare hai hotho se apne mai inhe chhin lunga raho me jo kaate biche hai palko se mai inhe been lunga meri preet ye jan le itna sach man le zuzu harenge gum zuzu jitenge hum ye to jindagi hai kabhi khushi hai kabhi gum ye to jindagi hai kabhi khushi hai kabhi gum
moti abhi lutaye hai tune jara muskurake tum kaliya luta do jisko kabhi gum na mila ho us admi ka tum pata to bata do mere yaar kuch toh kaho zallim ab toh hanso zuzu mar jaunga zuzu zuzu tumhari kasam ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhi gum ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhi gum meri ja rona nahi daman bhigona nahi zuzu hogi sahar zuzu oh mere sanamTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.