murti ganesh ki andar daulat desh ki murti ganesh ki andar daulat desh ki logo dekho dhyan se puchho is beiman se kya chakkar hai, haa aaj hamari takkar hai murti ganesh ki andar daulat desh ki murti ganesh ki andar daulat desh ki logo dekho dhyan se puchho is beiman se kya chakkar hai, haa aaj hamari takkar hai
gali me shor hai, sadhu nahi ye chor hai upar se kuch aur hai, andar se kuch aur hai gali me shor hai, sadhu nahi ye chor hai upar se kuch aur hai, andar se kuch aur hai tum isko pahchan lo, aur diwano jan lo kya chakkar hai, haa aaj hamari takkar hai murti ganesh ki andar daulat desh ki murti ganesh ki andar daulat desh ki logo dekho dhyan se puchho is beiman se kya chakkar hai, haa aaj hamari takkar hai
lekar uska nam tu, karta hai ye kam tu kahe ko bhagwan ko, karta hai badnam tu lekar uska nam tu, karta hai ye kam tu kahe ko bhagwan ko, karta hai badnam tu
kagal sa dhul jayega bhed tera khul jayega kya chakkar hai, haa aaj hamari takkar hai murti ganesh ki andar daulat desh ki murti ganesh ki andar daulat desh ki logo dekho dhyan se puchho is beiman se kya chakkar hai, haa aaj hamari takkar hai
ye koi shaitan hai, ye papi insan hai ye mera apaman nahi, dharm ka ye apman hai ye koi shaitan hai, ye papi insan hai ye mera apaman nahi, dharm ka ye apman hai roke hai ye bhagwan ko roko is shaitan ko kya chakkar hai, haa aaj hamari takkar haiTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.