hatke o bachke pyar ka shola bhadka tuhje dekh mera dil dhadka mera kya kasur mera kya kasur hi sadke o sadke ek chingari bhadki tujhe dekh tabiyat fadki mera kya kasur mera kya kasur pyar ka shola bhadka tuhje dekh mera dil dhadka mera kya kasur mera kya kasur
tera pata mai puch rahi thi mai tujhko hi dhundh rahi thi yu lagta hai meri surat tu barso se pooja rahi thi tu bhawra mai titili mere dil pe gir gayi bijli mera kya kasur mera kya kasur pyar ka shola bhadka tuhje dekh mera dil dhadka mera kya kasur
has padi hai tu aye fas gayi hai tu has padi hai tu aye fas gayi hai tu mere dil me bas gayi hai tu mere dil me bas gayi hai tu fir mat kahna dil me baske julfo se das gayi hai tu mai teri tu mera jaise nagin or sapera mera kya kasur mera kya kasur pyar ka shola bhadka tuhje dekh mera dil dhadka mera kya kasur
are ho gaya pal me khel ye sara pahli najar me ye dil hara are ho gaya pal me khel ye sara pahli najar me ye dil hara le gaya meri nind churake teri bindiya ka lashkara tu jhutha mai jhuthi jhutho ki yari jhuthi mera kya kasur mera kya kasur pyar ka shola bhadka tuhje dekh mera dil dhadka mera kya kasur ek chingari bhadki tujhe dekh tabiyat fadki mera kya kasur mera kya kasur pyar ka shola bhadka tuhje dekh mera dil dhadka mera kya kasur mera kya kasurTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.