Koi haseena jab rooth jaati hai to Aur bhi haseen ho jaati hai Koi haseena jab rooth jaati hai to Aur bhi haseen ho jaati hai Teshan se gaadi jab chhoot jaati hai to Ek do teen ho jaati hai
(Chhal hatt saale!)
Haathon mein chaabuk, honthon pe gaaliyan Haathon mein chaabuk, honthon pe gaaliyan Bade nakhre waaliyan hoti hain tange waaliyan Koi tange wali jab rooth jaati hai to, hai to, hai to Aur namkeen ho jaati hai Koi haseena jab rooth jaati hai to Aur bhi haseen ho jaati hai
Zulfon mein chhaiyan, mukhde pe dhoop hai Hey zulfon mein chhaiyan, mukhde pe dhoop hai Bada mazedar goriye yeh tera rang-roop hai Dor se patang jab toot jaati hai to, hai to, hai to Rut rangeen ho jaati hai Koi haseena jab rooth jaati hai to Aur bhi haseen ho jaati hai Teshan se gaadi jab chhoot jaati hai to Ek do teen ho jaati hai (4)Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.