chandani chand se hoti hai sitaro se nahi chandani chand se hoti hai sitaro se nahi pyar bhi ek se hota hai hazaro se nahi pyar bhi ek se hota hai hazaro se nahi phir to bulbul se milo aaj baharo se nahi ye najar tumse hai abaj najaro se nahi chandani chand se hoti hai sitaro se nahi pyar bhi ek se hota hai hazaro se nahi
maine tumko nahi samjha tha khtakar hu mai maine tumko nahi samjha tha khtakar hu mai jo saja chaho mujhe dedo gunahgar hu mai ab to janjiro se bandho mujhe haro se nahi badla lete hai magar apne hi pyaro se nahi chandani chand se hoti hai sitaro se nahi pyar bhi ek se hota hai hazaro se nahi
paas bhi tum ho or aankho me nasha chamke bhi paas bhi tum ho or aankho me nasha chamke bhi ho to sakti hai galat bat koi hamse bhi sokhiyo kijiye par pyar ki maro se nahi lab na khul paye to kah dungi isaro se nahi chandani chand se hoti hai sitaro se nahi pyar bhi ek se hota hai hazaro se nahi
dub kar hamko in aankho me aaj rah jane do dub kar hamko in aankho me aaj rah jane do aaj baho ki in lahro me bah jane do aaj kabu me hawaye hazaro se nahi apna tufan se riasta hai kinaro sa nahi chandani chand se hoti hai sitaro se nahi pyar bhi ek se hota hai hazaro se nahiTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.