kisi ne maange heere moti kisi ne maange gahna maine us maalik se maangi ek pyaari si bahna o meri maina jaisi bahena naino se dur na rahena o meri maina jaisi bahena naino se dur na rahena chahe sari duniya ruthe, chahe sari duniya ruthe pyaar tera kabhi ruthe na chhode bhi to chhute na tode bhi to tute na tute na o meri maina jaisi bahena naino se dur na rahena meri maina jaisi bahena meri bahena
har bhai ka dil chahe mathe pe tilak lagwaaun mathe pe tilak lagwaaun kab fir laut ke sawan aaye kab fir rakhi bandhwaaun main kab rakhi bandhwaaun jabtak is duniya me rahna jabtak is duniya me rahna ye bandhan bhi tute na, chhode bhi to chhute na tode bhi to tute na tute na o meri maina jaisi bahena naino se dur na rahena meri maina jaisi bahena meri bahena
apne saat janam ki khushiyan tere naam laga dun mai tere naam laga dun aise raja laaun jiski rani tujhe bana dun mai raani tujhe bana dun mathe pe bindiyaa hatho me kangan pawon me payal chhanke rakh lun mai doli kanndhe pe jab jaye tu dulhan banke jab jaye tu dulhan banke apne dil ko samjha lunga apne dil ko samjha lunga aankhon se aansu foote na chhode bhi to chhute na tode bhi to tute na tute na o meri maina jaisi bahena naino se dur na rahena meri maina jaisi bahena meri bahenaTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.