Idhar bhi bijli udhar bhi bijlee Idhar bhi bijli udhar bhi bijlee Bada hi najuk hain ye jamana Bada hi najuk hain ye jamana Chandan ki har sakh jal uthi hain Kaha banaye ham asiyana ham asiyana Ham jawani ko apni kaha leke jaye Ham jawani ko apni kaha leke jaye Ham jawani ko apni kaha leke jaye Is nigodi ko is nigodi ko kaha fek aaye Ham jawani ko apni kaha leke jaye Ham jawani ko apni kaha leke jaye
Agar aur kuch dil na ati to kya tha Agar aur kuch dil na ati to kya tha Is jawani se masum bachpan bhala tha Hame mar denge hame mar dengi Hamari adaye Ham jawani ko apni kaha leke jaye Ham jawani ko apni kaha leke jaye
Hawa band kaliyo se jab khilti hain Hawa band kaliyo se jab khilti hain To khusbu baharo ki khud khilti hain Ab chupaye to ye phool, Chupaye to ye phool kaise chupaye Ham jawani ko apni kaha leke jaye Ham jawani ko apni kaha leke jaye
Hai ujala bahut husan ki chandani mein Andhere byhi hain kuch isi roshni mein Magar zakhmi dil Magar zakhmi dil apna kisko dikhaye Ham jawani ko apni kaha leke jaye Ham jawani ko apni kaha leke jaye Is nigodi ko is nigodi ko kaha fek aye Ham jawani ko apni kaha leke jaye Ham jawani ko apni kaha leke jayeTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.