Arrey aankh se boondh gira koi, chingari ka tukda jala koi Umeed ko aag laga zara, sehra ki pyaas buja zara Umeed ko aag laga zara, sehra ki pyaas buja zara Gan itna baras ke galne lagun main paani ke upar tarne lagun Behene de mujhe behene de mujhe behene de mujhe behene de Ohooo.. behene de mujhe behene de mujhe behene de mujhe behene de Behenede ghangor ghata, behene de paani ki tara Sagar mein ja girna hai, behene de nadiyan ki tara
Sharrt lagi hai marr jaane ki, jeena hai to pyaar mein Deha kahin bhi ho mera, jaan rakhi hai yaar mein Beh ja, beh ja, hai sagar ka kehna Beh ja, beh ja, hai nadiya ko behena Patte se tapakti boondh ki awaaz sunayi di thi Nadiya mein tapak kar gum ho jayo
Beh gayo beh gayo, jo reh gayo reh gayo Beh gayo beh gayo, jo reh gayo reh gayo Behene de mujhe behene de mujhe behene de mujhe behene de Ohooo behene de mujhe behene de mujhe behene de mujhe behene de Behene de ghangor ghata, behene de paani ki tara Sagar mein ja girna hai, behene de nadiyan ki tara
Mera pal pal ang ang bar diya, tune jaan pe junoon sa kar diya Mera hai kya jo main haar doon, jaan teri hai tujhpe vaar doon Doob gaye jo suna hai saare tere dere aate hain Dil ke chulu mein bechaare dubkiyan ghote khaate hain
Beh ja, beh ja, chal tod kinare ko Beh ja, beh ja, dhar le majdhare ko Chingari udha ke raakh se ik boondh gira ke aankh se Chalne ke ishaara kar gaya, kar gaya, kar gaya Sab bhar gaya, bhar gaya Kar gaya kar gaya, sab bhar gaya bhar gaya
Behene de mujhe behene de mujhe behene de mujhe behene de Ohooo behene de mujhe behene de mujhe behene de mujhe behene de Behene de ghangor ghata, behene de paani ki tara Sagar mein ja girna hai, behene de nadiyan ki tara
Behene de mujhe behene de mujhe behene de mujhe behene de Ohhoo behene de mujhe behene de mujhe behene de mujhe behene de Behene de ghangor ghata, behene de paani ki tara Sagar mein ja girna hai, behene de nadiyan ki taraTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.