Main toh nahin hoon insaan mein Bikta hoon main toh in dukano mein x2
Duniya banai maine hathon se Mitti se nahi jaz baaton se Hir raha hoon doondh tha
Mere nishaan Hain kahaan Mere nishaan Hain.. kahaan Mere nishaan
O..ho.ho.. mere nishaan Mere nishaan Oho.ho..ho mere nishaan Mere nishaan
Tere hi saaya banke Tere saath chala main Jab dhoop aayi teri sar pe Toh chau bana main x2 Rahon mein teri raha.. Main hum safar ki tarah.. Uljha hai phir bhi tu jaalo mein Dhoonde sawalon ko jawabo mein Khoya hua hai tu kahaan Tu.. kahaan
Mere nishaan Hain kahaan Mere nishaan Hain.. kahaan Mere nishaan
O..ho.ho.. mere nishaan Mere nishaan Oho.ho..ho mere nishaan Mere nishaan
Mujhse bane hai ye panchi Ye behta paani Leke zameen se aasman tak Meri hi kahani x2
Tu bhi hai mujh se bana.. Pathe mujhe kyun yahaan Meri banayi taqdeeren hai (Taqdeeren hai) Saanson bhari yeh tasveeren hai Phir bhi hai kyun bezubaan
Mere nishaan (Mere nishaan) Hain kahaan (Hain kahaan ) Mere nishaan (Mere nishaan ) Hain.. kahaan Mere nishaan
O..ho.ho.. mere nishaan Mere nishaan Oho.ho..ho mere nishaan Mere nishaanTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.